Housekeeping Staff – Chanda Bai – Part 2

buddylove1891 2023-05-12 Comments
17,113

This story is part of a series:

Niyota (nimantran): –

Uss lift wali ghatna ke baad Chanda Bai ko dekhne ka mera nazariya badal gaya. Aisa hone ka ek aur karan tha. Lockdown ke chalte bohut samay se main apni kisi bhi mahila dost se mil nahi paya.

Sadharanta har hafte main apni kisi na kisi mahila dost se milta aur hum khub kamuk maze karte. Meri mahila doston mein kuch married hai aur kuch unmarried. Meri bhi kamuk vaasna kayi dino se shaant nahi hui thi.

Aur iss beech Chanda Bai ki iss lift wali harqat ne mere andar ek vaasna ka jwalamukhi bhadka diya tha. Logo se Chanda Bai ke kadak mijaas ke bare mein maine suna tha. Isliye main koi bhi atpata kadam nahi uthana chahata tha.

Maine thaan liya ki puri tarha tassalli hone ke baad hi main apni taraf se koi kadam uthaunga. Main dekh raha tha ki agar firse main aur Chanda Bai akele mein mile to woh kya harqat karti hai. Par aisa koi mauka nahi mila kuch dino tak.

Jab bhi main aur Chanda Bai aamene saamne aate ya lift mein hote to aur bhi koi na koi humare irrd girrd hota. Hum sirf ek dusre ko dekhte aur muskurate hue dua salam karte. Uske aage koi baat nahi kar pate.

Iss beech ek din maine socha ki apni scooty saaf kar lu. Usse shuru karke bhi dekh lu kyoki lockdown ke chalte bohut dino se woh ek hi jagah khadi thi. Main dopahar mein apni scooty saaf karne gaya. Meri scooty building ke jiss parking mein thi waha koi zyaada aata jata nahi tha.

Main neeche jhuk ke scooty ke pahiye ke paas safai kar raha tha. Tabhi ek aahat hui aur maine uss our dekha. Mujhe scooty ki seat aur handle ke beech ki jagah pe ek mahila ka paau dikha. Uss mahila ne paau mein payal pehni thi.

Meri nazar dhire dhire paau ke panjo se upar ki taraf ja rahi thi. Main thoda achanmit tha. Kyoki gehue rang ki woh mast masal taange kafi upar tak bilkul nangi thi. Aur to aur unpar ek bhi baal nahi tha ekdum mulayam sapat twacha thi.

Pidliyon ke upar jab ghutno par nazar pohochi to woh kapdo se dhaki hui thi. Par ek paau scooty ke stand pe rakha tha aur dusra paau zameen pe tha. To unke beech ke fasle mein se bhari hui chikni jaangh ka thoda sa hissa dikh raha tha.

Bohut dino baad aisa nazara dekh kar meri nazar wahi atak ke reh gayi. Main uss bhari hui chikni jaangh ko dekhte hue kho sa gaya. Tabhi ek pyari si aawaz sunke mere hosh thikane aaye, “Saheb main kuch madad karu kya aapki.”

Maine choukte hue upar dekha. Chanda bai ek nathkhat si muskaan dete hue meri taraf dekh rahi thi. Uss din Chanda Bai ne saree pehni hui thi. Aur hamesha ki tarha usne saree ko upar uthake apni kamar mein kos liya tha.

Isliye uski woh masal tange ghutno tak nangi dikh rahi thi. Maine thoda hadbadte hue usse kaha, “Nahi nahi Chanda Bai main karlunga.” Iss par Chanda Bai bohut hi kamuk aawaz mein boli, “Kya saheb, aap mujhe itna madad karte ho. Par mere ko zara bhi mauka nahi dete aapki seva karne ki.”

Main ab bhi jhuk kar scooty ka pahiya saaf kar raha tha. Par Chanda Bai ki or dekh raha tha. Chanda bai thoda aage ko hui aur stand pe rakhe apne paau pe pura jhuk gayi.

Uska ek mamma uske ghutno par dab gaya aur dusra mamma hawa mein jhul raha tha. Iss wajhase uska blouse ka gala thoda khul gaya. Aur mujhe uske mammo ke beech ki gali ka deedar hone laga. Pehle nangi masal tange aur ab kase hue mamme.

Unki mast gehri gali aur uspar Chanda Bai ki kamuk pyari aawaz. Inn sab se mere lund mein harkat hone shuru hogayi aur woh kadak hone laga. Uss din maine shorts pehne the aur andar underwear nahi pehna tha.

Isliye jab lund kadak hone laga to uska shape shorts mein se dikhne laga. Chanda bai bhi jhuki hui thi aur uska chehera mere kamar ke samne tha. Meri nazar uske mamme ki gali se hatke uske chehere pe gayi.

Maine dekha ki woh mere shorts ke andar bane ubhar ko dekh rahi thi. Uske chehere pe ab bhi ek nathkhat muskaan thi. Jab usne meri or dekha aur ye jaan liya ke maine usse apne lund ke ubhar ko ghurte hue dekh liya tha.

To woh hadbadate hue boli, “Saheb, main woh. Aapse woh…kuch kaam hai to. Woh aap mujhe mauka denge to….” Maine usse apne haton se rukne ka ishara diya aur kaha, “Arey Chanda Bai thoda aaram se. Theek se batao kya bolna chahati ho?”

Chanda bai ne ek gehri saas li. Gehri saas lene se uske sene ka chadhav aur utar saaf nazar aaya. Kya mast upar neeche hue the uske mamme. Chanda bai boli, “Saheb aap aaj shyam mere room pe chai pine aaiye na. Mujhe aapse kuch baat karni hai. Lift mein aate jate aapse khulke aur der tak koi baat nahi ho pati.”

Maine usse badi masumiyat se kaha, “Arey Chanda Bai to abhi bata do kya baat karni hai. Main to yahi hu sunn lunga tumhari baat.”

Chanda bai boli, “Nahi, saheb, yaha nahi. Woh to maine aapko dekha to apna kaam chhodke ye puchne aayi ki aapko koi madad to nahi chahiye na. Aur mujhe jaldi se apne kaam pe bhi lautna hai. To abhi puri baat nahi bata paungi. Kyoki baat thodi lambi hai. Aap krupaya mere room pe aaiye na shayam ko. Aur mere haat ki bani chai bhi pilijiye. Mujhe bhi achha lagega aapki thodi khidmat karke.”

Itna sab kehke Chanda Bai firse meri taraf ek nathkhat muskaan dete hue mere jawab ka intezaar karne lagi. Maine usse kaha, “Theek hai Chanda Bai. Main pakka aapke room pe aaj shyam aajaunga. Tab aapko jo bhi mujhse baat karni hai aap kar lena.”

Chanda bai ekdum khush hogayi uski muskaan aur khil gayi. Usne kaha, “Shukriya saheb, aap 5:30 ke aaspaas pakka mere room pe aana. Main aapka intezar karungi. Ab main chalti hu turant apna kaam nipta leti hu. Fir apne room pe jake aapki khidmad ki tayyari karti hu.”

Itna kehke Chanda Bai mudke jane lagi. Main uski badi chaudhi gaand ko matakte hue dekh raha tha. Woh bhi apni badi gaand kuch zyaada hi matka ke chal rahi thi. Thodi dur jane ke baad woh piche mudke mujhe dekhne lagi.

Shayad usse bhi dekhna tha ki main uski matakti chaudhi gaand ko dekh raha hu ya nahi. Usne mujhe usse dekhte hue dekha aur ek nathkhat si muskaan deke bye ka ishara karke chali gayi.

Main bhi thoda sochne laga ki shyaad dono jagah aag lagi hai. Tabhi to Chanda Bai itna lalcha rahi hai mujhe. Aur to aur mujhe milne bhi bulaya hai. Maine socha chalo chalke dekhte hai kya khidmad karna chahati hai Chanda Bai.

Main jald kisi pe vishwas nahi karta aur aise mamlo mein to bilkul bhi nahi. Kya pata koi kisi jhamele mein fasakar blackmail na kare mujhe paiso ke liye. Isliye maine plan banaya.

Jab main uske ghar jaunga to apne phone mein camera recording shuru kardunga. Taki agar woh mujhe fasane ki chakkar mein ho to uski sari kartoot record hojaye aur woh mujhe fasa na sake.

Chanda bai to apni gaand matka ke chali gayi. Aur main apne tane hue lund ko bina shaant kiye hi scooty ki safai puri karke ghar chala gaya. Mere mann mein laddu futt rahe the. Ye sochke ki aaj shayad kuch kamuk maze karne milenge.

Par main ye bhi sochke thoda tension mein tha ki kuch gadbad na ho. Ya society mein kisi ko pata na chale. Aakhir Chanda Bai ek shadishuda housekeeping staff thi. Koi kuwari aurat nahi.

Main hamesha apni mahila dosto ke liye fiqkr karta hu khas karke shadishuda. Aur dhyaan rakhta hu ki meri wajahse unhe apne ghar ke sambandho mein koi taqleef ya dikkat na ho.

Iss kahani ka agla bhaag padhiye aur janiye humari pehli mulakaat mein kya hua. Apna feedback zarur de [email protected].

What did you think of this story??

Click the links to read more stories from the category Naukrani or similar stories about , , ,

Comments

Scroll To Top