Main, Meri Biwi, Aur Mera Dost– Part 13

Ajit Roy 2020-01-11 Comments
5,403

This story is part of a series:

Intro- Hello this is Ajit Roy again, welcome all of you to my brand new part of this story series. I hope you like all the previous parts, and hope you like this too. So, let’s start.

Manali bistar pe madhosh hokar padi rahi. Rahul bhi bohut thaak (tired) chuka tha, woh bhi bistar ke doosri taraf let gaya. Dono bistar pe aise lete ki bistar par ulta ‘T’ (Capital ‘T’) form ho gaya. Dono ke hi aankh lag gayi aur nind mein doob gaye.

At 08:04 PM of that Night: Main sabkuch apne laptop mein live dekh raha tha. Raat ke 8 baaj chuke the par un dono mein se koi bhi aab tak nahi utha tha nind se. Wait kar raha tha kab woh dono nind se uthe aur tab jaa kar main ghar laut pau.

Kyunki un dono ko main aisi koi bhi uncomfortable situation mein daalna nahi chahta tha. Par woh dono uthne ka naam hi nahi le rahe the. Thik waise ka waisa hi bistar pe leta hua tha, ooltah ‘T’ (Capital ‘T’) formation mein.

Main soch mein pad gaya. Agar yeh dono aise hi sote rahe toh main ghar kaise lautunga? Fir mere dimag mein ek idea aaya. Maine Manali ki mobile pe call kiya. Uski mobile uss room mein hi the. Mobile mein ring hua, Manali ki nind finally tut gayi.

Manali call recieve karne se pahele hi call cut gaya. Manali mujhe ring back karne lagi. Maine call recieve kiya, aur jhoot bolte hue kahan ki mujhe aaj thodi der hogi ghar lautne mein. Office mein aaj jaroori meeting thi isliye.

Manali tab ek hangover mein thi. Usne bass reply mein “hm, ok” kaha. Main bina baat badhaye sirf, “Thik hai main abhi rakhta hu” keh kar phone rakh diya. Darasal main Manali ko refresh hone ke liye thoda time dena chahta tha.

Woh abhi abhi nind se uthi thi.  Kuch waqt pahele uske upar se jo beeti, uss se nikal ne mein thodi waqt toh usse chahiye hi. Isliye Manali ki situtaion ko madde nazar rakhte hue maine jhoot moot ka bahana bana ke ghar lautne mein delay kara.

Issi beech Rahul bhi nind se uth gaya. Manali deewar mein latki ghadi (Wall Clock) ko dekhe, around 8:10 baj chuke the. Manali ki aankh nikal aayi, itni deri woh kaise kar sakti hai. Shayed yehi soch kar haeran ho rahi thi.

Dekh kar lag raha tha, woh shayed apne kismaat ko shukriya aada kar rahe thi isliye ki main aaj hi ki din office se late aa raha hu. Nahi toh sare kartoote khule aam uske pati yani mere samne aa jata. Ye woh soch rahi thi.

Halaki mujhe toh bohut pahele se hi sabkuch maloom tha. Aur iss sab ki ghatne ke peeche kahena kaha mera bhi kuch yogdan (contribution) raha hai.

Manali ko pata nahi tha ki uski yeh khush kismat main hi likhi aur dekh raha hu through my laptop. Anyway, Rahul nind se uth kar bistar pe Manali ki peeche hi baitha tha. Manali ko ye realize hue ki peeche Rahul bhi nind se uth kar baitha hai.

Woh (Manali) thodi gambhir ho gayi. Usne gambhir aawaz mein Rahul ko kaha, “Apne room mein jao tum. Leave me alone now.” Rahul samjha ki Manali abhi thode gusse mein hai, thodi naaraz hai uss se.

Aur hogi bhi kyun na, Rahul kehta aa raha tha anal mein utna dard nahi hoga. Par Rahul ne Manali ki ek prakaar se bhadosa toda. Manali ko bohut pain hue aur issi liye woh thodi gusse mein thi Rahul ke upar.

Rahul chupchap apne kapde (attire) lekar room se nikal gaya. Manali jab bistar se uthne lagi tab usse dard ka acche tarah se ehsaas hone lagi. Woh uth nahi paa rahe thi. Uske anus mein bohut budi tarah se dard ho rahe thi. Woh fir bhi lad-khadate hue bathroom mein gayi aur fresh hue.

Jaise taise karke usne room ko thik thak kare. Bistar ke chaddar ko washing machine mein daal diye, kyunki chaddar mein coconut oil lage hue thi. You know the reason why coconut oil was little bit spread over bed-sheet.

Nahane ke bad Manaki ki hangover thodi kaati, halaki abhi bhi usse chalne firne mein bohut taqlife ho rahi thi. Maine socha abhi sahi waqt hai ghar lautne ka. Kuch der bad main ghar lauta.

Manali ko ladkhadate hue chalte dekh main ek so called zimmedaar pati ke tarah behave kiya. Aur sab jante hue bhi anjaan ban kar usse poocha, “Kya hua tumhe? Tum aise kyun chal rahe ho?”

Manali thodi haklate hue kaha, “Woh darasal main bathroom mein thodi fisaal gayi thi, isliye peeche thighs mein thodi chot lagi hai.”

Main firse zimmedaar pati hone ke naatak karte hue ek ‘worried look’ dekar kahan, “Kya? Kaise hua yeh sab? Tumne mujhe call kyun nahi kiya tab? Rahul kahan hai, kya kar raha tha woh tab?”

Manali: Woh (Rahul) tab apne room mein tha. But it’s ok, Ajit. Itni bhi jyada chot nahi lagi. Thoda sa hi dard hai, jaldi thik ho jayega. Tum chinta maat karo.

Me: Thik hai, par tum abhi aram karo. Tumhe koi kaam karne ke abhi jaroorat nahi hai, samjhi?

Manali: Aise kaise aram karu! Maine abhi tak dinner nahi banayi hai.

Maine usse aashvaasit kiya ki main already office se bohut kuch khaa kar aaya hun. Isliye dinner mein jyada kuch nahi khaunga. So, usse khana pakane ke jaroorat nahi hai. Main aur Rahul mil kar dinner ka kuch intezam kar lenge. Woh bass rest kare.

Waise bhi agle din Saturday tha, mera off-day. Maine pahele hi kahan tha Saturday aur Sunday ko mera office nahi raheta hai. Manali mere kehne par room mein rest karne chali gayi. Woh bhi maan hi maan chahti thi thoda aur araam karne ko.

Mujhe pata tha Manali pe aaj kya kya beeti hai. Pahele kitchen mein sex, fir washroom mein nahate hue sex, then bistar pe anal sex. So, she needs more rest. Usse aise wild and fatigue sexual experience pahele kabhi nahi hue thi.

Ya keh sakte hai ki main hi kabhi usse aisa experience nahi de paya. Woh mere wajah se hi in sab mein itni inexperienced reh gayi thi.

Maine apna naatak jaari rakhte hue Rahul ke pass uske room mein gaya. Usse Manali ki bare mein apna concern jaatane laga. Woh pahele ghabra gaya, usne socha Manali ne mujhe sabkuch baata diya. Par uske ghabrahat main fauran dur kar diya. Manali ki bathroom mein gir jane wali jhooti baat keh kar.

Rahul bohut samajhdar tha, woh samajh gaya ki Manali ne mujhse jhoot kaha hai apne chalne firne ke taqlif ke bare mein batate hue. Woh chup chap mere baatein suna aur aakhir mein sirf yehi kahan, “Don’t worry, Ajit. She will be fine within some hours.”

Main uske room se wapas aaya aur socha, “Within some hours? Aisa kyun kahan Rahul ne!”

Yeh baat mere dimag mein ghumne laga. Fir maine socha ki shayed Rahul bass aisehi mujhe dilasa dete hue aisi baatein kahan hoga. Main uss baaton ko wahi apne dimag se nikaal diya.

Bad mein Rahul mere sath discuss karke dinner bana daala. Manali ko bhukh nahi thi. Woh bass waise hi room mein leti rahi. Dekh kar thoda bura bhi lag raha tha. Rahul mere biwi ke halat kaise bana diya tha.

Maine Manali ko jhoot kahan tha ki main office se khaa kar aaya hu. Main bhi Rahul ke tarah bhuka tha. Dinner mein humne (Main aur Rahul) bass brown bread ka toast aur juice liya (jitna humse ho saka dinner banana).

Dinner ke bad mujhe bohut nind aane laga. Itni nind aa raha tha ki main aur kisi bhi taraf nahi dekha. Ek irresponsible person ki tarah ghar ka baki kam (jaise dishes dhona, dining room se lekar kitchen tak sare jagah ki lights off karna etc etc) sabkuch Rahul ke kandhe par chhor kar apne room mein chala aaya.

Manali tab tak room mein so gayi thi. Main bhi jaa kar uske bagal mein let gaya aur jald hi gaheri nind mein chala gaya. Agle din office nahi tha isliye alarm bhi set nahi kiya tha. Subha ke takriban 10 baje utha main. Dekha ki Manali abhi tak so rahe hai!

Woh normally itne der tak nahi soti. Chahe woh chutti ke din hi kyun na ho. Main pahele socha ki usse nind se uthau, par fir socha ki uss bechari ne peechle kuch din bohut kuch saahe (tolerate) hai. Usse thoda rest hi karne du.

Waise bhi mere rahete ye do din (Saturday and Sunday) Rahul usse chhune ki bhi himmat nahi karega. Rahul ke baat dimag mein aate hi main Rahul ke room mein jaa kar jhanka. Toh dekha Rahul bhi so raha hai! Fir main khud hi breakfast bana ke khane laga.

Main dining room mein tha, Manali nind se uth kar mera pass aayi. Humare beech kuch formal baate hue jaise usne kaha, “tum kab uthe”, “khana kyun khud se bana liye”, “mujhe bula lete” etc etc.

Ghadi mein lagbhag 12 baaj chuke the par abhi bhi Rahul utha nahi tha. Mujhe uske liye thoda fikaar hone laga, aakhir woh ek cancer patient hai. Main firse Rahul ke room mein gaya, usse bulane laga. Usse chhute hi feel hua ki uska body temperature bohut high hai. Usse shayed bukhaar hua hai.

Mere bulane par Rahul nind se utha. Par dekh kar laga ki usse tez bukhaar ho rakkha hai. Main uske halat dekh kar darr gaya. Main jald se Manali ko bula kar le aaya. Thermometer se temperature maapa toh bukhaar 104 degree tha! Maine Manali ko kahan, “Tum yehin ruko, main doctor ko call karta hun.”

Then Rahul said, “Nahi, nahi, iske koi jaroorat nahi hai. Simple se bukhaar hai aur kuch nahi. Mere pass davaayi hai, main le lunga. Tu bilkul fikaar maat kar.”

Me: Par tujhe achyanak yeh hua kya? Kal tak toh thik tha.

Rahul Manali ki taraf dekhte hue kahan, “Actually kal main bistar se gir gaya tha. Mujhe thoda chot lagi, aur ussi pain se mujhe bukhaar aa gaya. Mere hi galti hai, main barbar bhul jaata hu apne aukaat ko.”

Me: Bistar se gir gaya tha! Pad kaise? Aur iss mein aukad ki baat kahan se aaya?

Rahul apne baaton ko cover up karte hue kahan, “Darasal main yeh kehna chahta tha ki main bhul jaata hu ki main ek cancer patient hu. Mujhe bhi dard hota hai. Main kal bistar pe thoda exercise kar raha tha aur tabhi main exercise karte hue achyanak bistar se gir gaya.”

Mujhe Rahul ke exercise karne wale baat thoda ajeeb laga. Fir maine yeh bhi notice kiya ki yeh sab baatein kehte waqt Rahul Manali ki aur dekhte hue apne daahine gaal pe apna daahina hath ko thoda ragad raha tha.

Main samajh gaya ki daal mein kuch kaala nahi balki poora ka poora dal hi kaala tha. Main socha kuch toh hua hai kal raat ko. I have to find out that.

Me: Ok, Rahul. Agar tu keh raha hai toh tere baat maan kar main doctor nahi bulata hu. Manali, please take care of him. Mujhe abhi yaad aaya hai ki aaj mere car ko servicing ke liye le jaana hai. So, main car mechanic ke pass hokar aata hu. Koi bhi jaroorat pade toh mujhe fauraan call karna, ok.

Yeh keh ke main apne room mein jaa kar ready hua aur ghar se nikal gaya. Ground floor se apna car liya aur usse drive karte hue ek sunsan park ke pass jaa ke gari ko roka. Driving seat utar ke back seat mein aaya, aur apna laptop on kiya.

Gadi ke chaaro darwazo ke kaanch utha (Close) hua tha, aur kaanch ke rang black tha. To bahar se koi bhi ander mein jhaak nahi sakta tha.

Laptop on karke main dekhne laga ki kal mere office se lautne ke bad exactly kya kya hua hai. Fast forward karke dekha toh mujhe ek dil dehla dene wali cheez nazar aaya. Dinner se pahele kitchen mein Rahul mere peeth peechhe (hidingly) mere hi juice mein kuch mila raha tha.

Gaur se dekha toh jaana woh aur kuch nahi uske nind ke goli tha, jo woh mere juice mein mila raha tha! Isliye mujhe dinner ke bad (especially juice peene ke bad) itni nind aa rahi thi ki main fauran apne room mein jaa kar so gaya.

Kudraat ka karishma kaha ya ittefaq jo bhi. Par yehi firse saabit ho gaya ki ‘what goes around, comes around’. Kyunki aap logo ko pata hai Rahul aur Manali ke beech pahele bar sexual interaction karwane ke liye maine bhi issi paintare (Maneuver) ka istemaal kiya tha.

Farak sirf itna tha ki maine juice mein libido booster viagra ka mixing kiya tha, aur dono ko hi peelaya tha. Iss bar Rahul ne juice mein nind ke goli milayi par sirf mere liye. Rahul ke ander kaha na kaha main apne aap ko dhund pata hun. Kyunki mere aur Rahul ke soch bohut milti hai.

Kyunki mera fantasy tha Manali ke sath bathtub mein nahate hue sex karna, aur maine kiya bhi tha. Issi fantasy pe amal karne ke liye hi toh maine apne room ki attach washroom mein bathtub banwaya tha.

Fir Rahul ne bhi Manali ke sath bathtub mein nahate hue bohut gulcharrey udaayi. Juice mein milawat ke baat toh maine pahele hi doharaaya.

Humare pasand bhi kitna milta hai, jiska jeeta jaagta udaaharan (example) Manali khud hai. Jo hum dono ke hi pahele aur aakhri pasand hai. In sab ko madde nazar rakhte hue yehi paya jata hai ki Rahul kuch had tak mera sequel yani ‘copy-paste’ hi hai.

Aur shayed isi liye woh Manali ko apne aur attract kar paya, because he thinks like me. May be…

Anyway, fir maine laptop mein dekha ki dinner table pe kaise bewakoofo ki tarah main uske banaye hue juice ko poora pee liya. Nind ke goli samet juice peene ke bad mujhe nind aane lagi. Main Rahul ko ghar ka baki kaam samhal ne ko keh kar apne room mein chala gaya.

Rahul ghar ka baaki kam nipta ne laga aur saath hi wait karne laga ki kab main ek gahere nind mein doob jau. Dining aur kitchen ka thoda bohut kaam nipta ke Rahul mere room mein aaya. Pahele mujhe check kiya. Main poore tarah se nind mein khud ko dooba chuka hu ki nahi.

Usko uske hishab se positive result mila. Usne dekha Manali aur main dono hi so rahe the uss waqt. Woh Manali ke pass gaya aur bina waqt jaaya kiye usne seedha Manali ke upar chad gaya!

Manali ki dono pairo ko thoda faila kar (by spreading or opening her legs) uske beech khud ke bottom portion (from his waist to toe) ko leta kar Rahul Manali ke upar aa gaya. Aur usse choomne laga!

Rahul ki itni jurrat dekh kar main dang rahe gaya. Woh mere presence mein, mere hi pass yani bagal mein mere hi biwi ke upar let kar choomma chaati karne laga! Rahul ka himmat din ba din badhti hi jaa rahi thi.

Agar woh cancer se peedit naa hota toh shayed woh mere biwi ko mujhse hi chhura ke le jata aur main kuch nahi kar pata. Tab main Rahul ke peechle raat ke baat ka matlab samjha. Kyun usne mujhe yeh kahan tha ki, “Don’t worry, Ajit. She will be fine within some hours.”

Uske uss baaton ka hidden meaning mujhe samajh aaya. Woh iss tarah se mere biwi ki ‘dard’ ke ‘ilaaz’ karke usse thik karna chahta tha. My goodness!

Rahul Manali ki hotho aur gaalo mein kiss kar raha tha, aur issi beech Manali ki nind tut gayi. Rahul Mujhe nind ke goli khilaya tha par Manali ko nahi. Kyunki usse laga ki Manali aab poore tarah uske vash mein aa chuki hai. Aur kabhi bhi kisi bhi halat mein Manali ke sath kuch bhi karne ki license usse mil chuka hai.

Par uska yeh andaza uss par bhari pada. Kyunki woh (Rahul) aur uske soch galat nikla. Manali ke nind tut te hi jab usne Rahul ko apne upar dekha toh woh achambit si rahe gayi. Rahul itna aage bad jayega aur aise daring harkat dekhayega yeh Manali ki soch se pare thi (beyond her thinking level).

Manali ghabrate hue kaha, “What are you doing Rahul? Don’t you have some sense. Do you forget that Ajit is sleeping next to me?”

Rahul: Don’t worry, maine uske juice mein sleeping pil mila kar usse khila diya tha. Aab woh seedha subha hi uthega. Abhi uth jane ka koi chance hi nahi hai.

Yeh sab keh ke Rahul besharmo ki tarah hass (smiling) raha tha. Par Manali iss cheez ko uss tarah (Rahul ke tarah) se nahi liye. Woh bhadak gayi, usne jhat se Rahul ko apne upar se hatayi, aur iss wajah se Rahul bistar se gir gaya.

Manali gusse mein laal hokar kaha, “Tumhe sharam nahi aayi, Rahul! Jiss dost ne tum par itna bharosa kiya, tumhe itna help kiya, yahan tak apne biwi ko bhi tumhe dene ke liye razi ho gaya, ussi dost ko tum dhokha de rahe ho.”

“Chi.Main kabhi soch bhi nahi ki tum itne had tak gir sakte ho apne svaarth ke liye. Kal ko tum Ajit ka khoon karne mein bhi katraoge nahi. You are a bloody criminal minded person.”

Manali aise over-react karegi yeh Rahul ne expect nahi kiya tha. Woh bechara ghabrate hue kahan, “Listen, Manali.. Main darasal…..”

Manali interrupt karte hue gusse se ek zordar thappad kass diye uske gaal mein aur kaha, “Main aur kuch nahi sunna chahti. Bastard! Get out from here, now.. abhi ke abhi daafa ho jao yaha se.”

Yeh kehte hue usne apne baaye hath (left hand) ke index finger ko room ke darwaze ke aur dekhate hue Rahul ko room se nikal jane ki indication de rahi thi. Main toh haeran tha dekh kar. Kaise Manali Rahul ke liye ‘bastard’, ‘Criminal Minded’ jaise shabd ka prayog kar rahe thi!

Main thoda khush bhi hua ye soch kar ki itna sabkuch hone ke baawajut, Manali ko mere kitne fikaar hai. Mere health ko lekar usse kitni chinta hai. Mujhe nind ki goli dene wali baat sunkar mere biwi Rahul ke upar kitna bhadak gayi.

Yeh darsata hai ki at the end of the day main yani uski pati hi uske first priority hai har vishay mein. Main bohut lucky maanta hu khud ko ki mujhe aise patni naseeb hue hai.

Manali ki gore (fair) muh gusse se laal ho rehi thi. Manali ki nind poore tarah se bigad gayi. Usne mujhe gaur se dekhe, isliye, kaha nind ke goli ka koi buda asar mujh par toh nahi hua.

Thodi der mujhe examine karne ke bad jab uski dil ko tasalli mili. Usne doosri taraf karwat liye, par usse nind nahi aayi. Der raat tak bhabhuk hokar jaagi rehi, isliye woh subha itni der bad uthi.

Udhar Rahul ko bohut bura laga Manali ki itni rude behaviour. Woh fauraan room se nikal gaya. Par Rahul har maan ne walo mein se nahi tha. Woh kitchen mein gaya aur ek onion lekar apne room mein chala aaya.

Woh apne room mein aa kar uss pyaaj (onion) ko apne bagal mein daba kar rakkha. Main tab samjha, isliye uska body temperature aaj itna bad gaya tha. Matlab jhoot mut ka bukhaar ke natak! Bad mein woh pyaaj usne apne room ke khidki se bahar phenkh diya tha.

Mere samne Rahul ke jhoot ka pardafash hone ke bad main laptop off karke ghar wapas jane ke bare mein soch raha tha. Tabhi mere dimag mein ek aur soch aaya. Kyun naa ekbar check karlu ki abhi mere absence mein ghar pe kya ‘live’ chal raha hai!

So, this is the 13th Part of this Story Series which come to an end. Thanks aap sab logo ko jinhone iss story ko like kiya, mujhe mail karke apna feedback bheja.

Lack of time ke wajah se, main sab ko reply nahi de paya, uske liye sorry. But your feedback is always motivating me to write further. Keep reading and don’t forget to mail me.

My mail ID is [email protected].

What did you think of this story??

Click the links to read more stories from the category Desi or similar stories about , , , ,

Comments

Scroll To Top