Kumar Apartment : Season 2 โ€“ Part 40 (Natkhat Bahu, Bhawna Bhabhi Bangayi Ab Bhawna Didi)

akashkumar1729 ๐Ÿฅ‡ 2020-12-12 Comments
6,870

This story is part of a series:

Narrated by Akash

Theek 4:30 baje main Bhawna ke flat ke samne pahuncha aur Bhawna ko phone lagaya.

Bhawna: Hello, kaha ho?

Main: Apke main door ke samne.

Bhawna: Ok ok, mere in-laws living main hi hai, chai pee rahe hai. Tum ghanti bajao. Woh kholenge to fir main aungi apne kamre se.

Iske bad woh phone kaati aur maine khudko all the best bolkar ghanti baja di.
Kuch second baad darwaza khula.

Samne ek mahila kareeb 50 ke umar ki boli: Haan kaon?

Main: Ji main Akash, Bhawna ka… matlab Bhawna didi ka bhai.

Aunty: Oh, haan beta, aao, Akash naam hai kya tumhara?

Main andar ghuste hi jhuk kar unke paaw chhuve taaki thoda impression bana rahe aur bola: Jee haan, Bhawna didi ne bataya to hoga.

Aunty mujhe fir andar le kar darwaza band karti hui boli: Nahi naam nahi batayi. Woh bas boli ki uska koi relative aa raha hai 2-3 dino ke liye.

Itne mein ek buzurg aadmi kareeb 58-60 saal ke honge. Woh mujhe dekh uthe aur bole: Aao aao, swagat hai tumhara, kaisa raha safar?

Main jhat se bag rakha aur jakar unke bhi paaw chhu liya. Sach kahu to aaj tak apne maa baap ke paaw nahi chuwe the. Par choot ki bhook dekho mujhse kya karwa rahi thi.

Uncle: Are jeete raho beta, khush raho, aur batao safar kaisa tha?

Main: Haan badiya tha uncle.

Ispar uncle aunty ke taraf dekhe aur bole: Bhawna ko bula dena na.

Fir aunty Bhawna ko bulane gayi aur main uncle ke samne hasi ka mukhaota lekar baith gaya.

Uncle: To kya karte ho tum?

Main: Main… hmm job hai mera.

Aunty Bhawna ke kamre ke bahar khatkhatati hui boli: Bhawna, beta Bhawna. Akash, tumhara woh bhai aa gaya, bahar aao.

Bhawna: Aa gaya woh, itni jaldi? Aati hun ek minute.

Main sochne laga waah, kya natak karti hai Bhawna. Tabhi uncle dubara bole: To kya job karte ho.

Main: Woh, ek fashion industry mein abhi abhi job lagi hai.

Uncle: Kaha? Yaha, Bangalore mein?

Main: Ji… Ji haan.

Main sochne laga ki yaar ye job wali baat to Bhawna ya Shobha bhabhi se poocha hi nahi ki kya kahna hai. Hadbadi mein maine ab ye bhi kah diya ki main Baanglore main job karta hun.

Uncle: To tum to aaj hi aaye aur interview wagayra?

Main: Woh… woh to online interview di thi maine.

Aunty itne main sofe par aa kar baithi aur boli: Oho, aap na, bas karo, pahle ye to poocho ki chai pani kuch lega ya nahi.

Uncle: Are maaf karna Akash. Bas aise hi pooch raha tha, haan chai piyoge?

Main: Nahi nahi, its ok.

Aunty: Are koi baat nahi Bhawna abhi aayegi apne liye bhi banayegi chai, peeyoge to bata do.

Mann hi mann sochne laga chai nahi uncle Bhawna ka doodh peene aaya hun.

Main: Haan theek hai fir, pee lunga.

Tabhi Bhawna bahar aayi. Haye rabba kitni khoobsurat lagti hai apne bigde balo mein. Muskurati hui, boob se tight chipke hue top aur tango se chipki hui leggings mein. Woh uncle aur aunty ke peeche se aa rahi thi. Usne mujhe aankh maari aur banawati khushi banakar boli: Akash! Aa gaye?

Main: Haan didi, bas abhi abhi aaya.

Mere didi bolte hi Bhawna ke muh se ek halki hassi chut gayi. Woh fir aake mere bagal wali sofe par baith gayi aur boli: Kaisa tha journey? Ghar dhoondne main takleef to nahi hui.

Mann hi mann has raha tha ki haan 2 floor upar aakar iska flaat dhundne mein bohut takleef hu. Main bola: Nahi nahi, cab wale ko bola ki Kumar apartments to jaldi jaan gaya woh.

Uncle: Haan yaha cab ya auto ko bol do Kumar apartment to woh seedha yaha le ayenge.

Aunty tab uthi aur boli: Chalo main tum dono ke liye chai bana deti hun.

Bhawna: Aap ruko, main bana lungi. Ghar main papa mummy kaise hai?

Main: Sab badhiya didi, maa papa ne aapko apna pyaar bheja hai.

Aunty: Unhe phone karke bata do ki tum pahunch gaye, usi waqt Bhawna se bhi baat karlenge woh.

Bhawna ghabra gayi aur boli: Na… nahi rahne do baad main kar lungi unse baat.

Main: Haan aunty, maine raste main unhe phone kiya tha Bangalore pahunch gaya kahne ko.

Aunty: Tab theek hai. Tumhe muh haath dhona hai to dholo, tab tak Bhawna chai bana degi.

Bhawna: Haan tum mere room ka washroom use karlo.

Uncle: Are woh kyu, Neetu ka kamra to khali hi pada hai, usme Akash ko rahne de do abhi. Araam se rahega waha.

Main: Neetu?

Aunty: Hamari beti hai, abhi apne sasural walo ke sath rahti hai isi shahar.

Main: Oh achcha!

Main bhala kyu koi aur kamre mein rahta jab Bhawna ke sath usi ke kamre mein rahne ka maoka mill raha tha.

Maine kaha: Nahi nahi aunty. Tab to main Bhawna didi ka kamra use kar loonga. Kahi aapki beti Neetu ji ko achcha nahi laga to.

Maine to ye tukka mara tha. Par meri baat par Bhawna boli: Nahi, tum uska room mat use karo. Fir mujhe sunna padega usse.

Uncle: Are nahi Bhawna beta, woh kuch nahi bolegi.

Bhawna: Nahi nahi, tum mera hi room lo, mujhe nahi sunna fir uske muh se. Uske kapde wagayra hai andar. Kyu khamakha tum uske room mein rahoge.

Uncle: Haan woh bhi sahi hai, uske samaan sab kamre mein hi hai, theek hai jaisa tum dono sahi samjho.

Aunty: Haan, Akash pahli baar aaya hai aisa na ho ki woh shikayat lekar jaaye ghar wapas.

Main mann hi mann poora khush ho gaya ki ab araam se Bhawna ke kamre main rahunga. Par apni khushi na dikhane ke liye maine bola: Are aunty aisa kuch nahi hai, main to yaha sofe par bhi so jaunga.

Bhawna jaan gayi ki main nautanki kar raha hun. To woh mujhe chidaati hui boli: Haan na tum yaha sofe par hi sona, hahaha!

Main socha ki ye kya kar rahi hai, baithe baithe paaw pe khulaadi maar rahi hai.

Uncle ne kaha: Nahi nahi, aise nahi bolte Bhawna, pahle ek to tumne Neetu ka kamra mana kar diya aur ab bechare ko sofe pe pahuncha diye.

Main use dekh tarass bhari aankho se dekhne laga to woh apni muskaan honto ke beech dabane lagi.

Aunty: Baato baato main tum chai bhi bhool jaogi, tum jao chai rakho. Akash ko apna washroom dikha do usse pahle.

Bhawna uthi aur boli: Chalo aao mere sath.

Main apne baag ko lekar utha aur Bhawna ke peeche chal diya. Yakeen nahi ho raha tha ki sab kitna araam se ho gaya. Ab agle 2-3 din Bhawna ke sath usi ke ghar maze karunga. Mere andar hawas ki aag badhne lagi.

Bhawna ke kamre main jaate hi woh boli: Woh raha wash room, chahe to nahalo.

Woh ye kaafi zor se boli mano uncle aunty ko suna kar kah rahi ho. Main bhi bahar unhe sunate hue bola: Theek hai. Bhawna aur maine bahar dekha to woh dono dusri or TV ke taraf dekh rahe the aur apas main kuch bol rahe the.

Bhawna mujhe halka dhakka deti hui darwaze se andar ki. Fir mere kaan pakad dheere boli: Idiot, sofa? Achcha khasa maoka pe khud hi pani daal rahe the.

Main: Are woh to main natak kar raha tha, kahi uncle aunty ko aisa na lage ki main bhi aapke sath apke kamre main rahne ke liye machal raha hun.

Bhawna: Ok ok, ab jakar naha lo. Main chai bana leti hun.

Main: Nahana padega kya?

Bhawna: Ab unke samne safar karke aaye ho to dikhana bhi to padega na.

Main: Pahle bol dete to main apne ghar nahata hi nahi, khamakha thandi ke maosam main bar-bar nahana pad raha hai.

Bhawna mere seene par ungli daudati hui boli: Itna to karna hi padega ab. waise bhi ab to kaafi garmi hone wali hai is kamre mein.

Main uski baat sun uttejit ho gaya aur bola: Ok ok, nahata hun.

Bhawna: Are bas bathroom main ghuso aur thoda balti pani balti mein wapas girakar awaaz banao bas. Baal bhingao aur bahar aa jao.

Main: Hahaha! Main bhi to wahi karne wala hun, kaonsa sachme nahane ja raha tha.
Bhawna mere gaal par thapthapati hui boli: Aise hi hoshiyari rakhna aur sab kuch sahi sahi jayega. Chalo main jati hun chai banane.

Itna kahti hui Bhawna bahar chali gayi aur maine room band kar diya. Samne Bhawna ki makhmali bistar dekh sochne laga ki aaj raat isi bistar par Bhawna ke sath jam kar sex karunga. Bhale kal raat ki koi baat yaad nahi par aaj uski bhar paayi karunga.

Main apna pant shirt khola aur under wear main seedha bathroom ghus gaya aur balti main pani bharne laga. Main apna phone nikala aur bhabhi ko message karne laga ki yaha sab sahi gaya. Bhawna ke saans sasur ko shak bhi nahi hua.

Par bhabhi ka koi reply aaya nahi shayad ghar ke baaki kaam main lagi hui hogi. Bechari bhabhi, mujhe maza karne bhej di aur khud akele rah rahi hai aaj. Bhale Bhawna ke sath waqt kaatne ki khushi thi par sath hi is baat ka mann main ek dukh bhi ki bhabhi ko akele chor aaya.

Bathroom mein khali baitha. Kareeb 10 minute ke baad bathroom ke darwaze par halki si khatkhatahat hui aur Bhawna ki awaaz aayi.

Bhawna: Hello! So gaye kya andar? Ho gaya nahana? Ab tum aa sakte ho bahar.

Main koi maoka khali nahi jane dena chahta tha. Apna under wear nikal liya aur bola: Aunty kaha hai?

Bhawna: Woh log bahar hai, kyu?

Main jhat se darwaza khola aur Bhawna ke samne poora nanga khada ho gaya. Mujhe nanga dekh woh muskurati hui apne hont kaati. Fir apne hath badakar mere lund ko pakadli.

Woh boli: Pagal, thoda to control karo. Raat tak ruk nahi sakte jo abhi se taaw mein ho.

Woh apne ungliyo se mere lund par gola bana rakhi thi. Main apne kamar ko aage peeche kar uski ungliyo mein apna lund chodne laga aur bola: Aapko dekh ke control nahi hota Bhawna didi, hahaha!

Bhawna hasne lagi aur boli: Sahi mein tum ek number ke bahan chod ho, hahaha! Acha chalo ab main jati hun. Sar geela karlo aur muh dholo.

Woh mere lund ko ek akhiri nichod maari aur chor di. Fir kamre se chali gayi, main jhat se bathroom mein wapas ghusa muh dhoya aur sar ke baal geele kar liye. Bahar akar bag se naya t-shirt aur short nikal kar pehna aur fir seedhe bahar nikal gaya kamre se.

Bhawna aur aunty kitchen mein the aur uncle ab bhi TV ke samne baithe hue the. Main uncle ke paas gaya.

Uncle: Aao aao baitho, chai ban raha hai. Aur sunao, waise ek baat poochu?

Main: Haan…. Poochiye.

Uncle: Tum Bhawna ki shadi mein the kya? Ya shayad maine nahi dekha?

Main ghabra gaya par fir bola: Nahi uncle main tha nahi, mere exams chal rahe the us waqt.

Uncle: Exam? Bhawna ki shadi to September main hui thi. Us waqt kaunsa exam tha.

Main socha pakda gaya aur jawaab soch raha tha ki tabhi Bhawna kitchen se boli: Woh kuch diploma ka course tha us waqt uska, haina Akash?

Bhawna ne sahi waqt par bacha liya. Main bola: Haan, diploma kar raha tha main computer science main to uska exam tha.

Uncle: Achcha, kitna padhe ho?

Main: M. Com kiya hai to sath mein computer ka diploma bhi hua to achcha hai to dono hi kar liye.

Main samajh gaya ki iss buddhe ke paas raha to ye koi na koi sawal zaroor karta rahega.

Main bola: Aunty bhi kitchen main hai na, dekhta hun koi help chahiye ho to.

Main jane ke liye utha to uncle bole: Are nahi nahi koi baat nahi tum baitho araam se.

Main: Nahi nahi, sahi nahi lagta akhir aaplog mere didi ke saans-sasur hai. Takleef nahi deni chahiye.

Uncle has pade aur bole: Are aisa kuch nahi hai Akash, hum aisa nahi sochte. Theek hai tumhe jaisa sahi lage tum karo.

Bas main yahi chahta tha ki uncle se chutkara mile. Seedhe kitchen ko gaya aur waha Bhawna aur aunty baate kar rahe the aur sath hi chai bhi ubal rahi thi.

Bhawna mujhe dekh kar poochi: To Akash, kya khaoge shaam ko.

Uske poochne ka andaas kuch aur hi pooch rahi thi.

Aunty palat kar mujhe dekhi aur fir Bhawna se boli: Ek kaam karna beta, online chicken mangalo.

Main: Nahi aunty aise kuch special ki zarurat nahi mujhe.

Bhawna: Wahi to main kah rahi hun. Hhamakha mummy bas tumhare aane pe utsahit ho rahi hai.

Main: Oho aunty aap bhi na, aap aisa karoge to mujhe apnapan nahi lagega.

Aunty: Are hat, mera beta aata hai U.S. se to uske liye bhi har din kuch khaas banati hun.

Bhawna: Ok ok mummy, aap fikar mat karo raat ko kuch special mein de dungi Akash ko.

Aunty mujhe dekh rahi thi jab Bhawna ye boli. Toh usne mujhe apne kahe baat par aankh maar di. Uski baat ka matlab main samajh gaya aur ispar mere lund ne halki si harkat dikhai. Main kitchen ke aur thoda andar gaya aur Bhawna ke peeche ja khada hua.

Aunty ko bola: Haan aunty, aap jaiye araam se TV dekhiye, shaam ke liye main aur Bhawna didi kuch sochte hai.

Aunty: Haan par kuch bana rahe ho to mujhe bhi bula lena.

Main: Kyu aunty, Bhawna didi haina yaha. Kya inhe ab bhi khana nahi banane aata khud se, hahaha!

Maoka achcha tha to maine Bhawna ki taang kheech di. Par Bhawna bhi kam nahi. Woh mujhe sar ghuma kar kohni aankh se dekhi aur fir aunty ko boli: Offo mummy, aap na ab ise maoka mat do.

Aunty Bhawna ki baat sunne main busy thi. Bhawna apna ek haath se seedhe mere short par mere lund ko daboch li. Aunty dekh nahi sakti thi, mujhe dard to hua par sath hi uttejna bhi. Kaise aunty ke samne unki bahu Bhawna mera lund daboch rahi thi.

Uttejna ke mare maine bhi apne ek hath peeche uski leggins ke upar se uski gand par pakadli. Woh halke se sahmi aur uske asar par mere lund ko kaafi zor se daba gayi. Apni honto main is meethe dard ko chupaaye main khada raha.

Main Bhawna ke gand ko sahlate aur dabate hue aunty se bola: Aap chinta na karo aunty. Bhawna didi ko main help kar doonga. Aap aaj araam se baithiye.

Aunty: Theek hai jaisa tum dono samjho. Mujhe to is baat ki khushi hai ki Akash ko yaha paraya mehsoos nahi ho rahi, achchi baat hai.

Tabi chai ubal kar phool kar girne ko aayi. Bhawna jhat se mujhe chori aur maine bhi uske gand se hath hata li. Woh jaldi se stowe band ki aur fir cup lekar chai nikali.

Aunty: Theek hai main jati hun kal raat serial nahi dekhi thi. Woh shuru hone wala hai.

Bhawna mujhe chai deti hui boli: Kal nahi dekhe? Kyu? Aap log bahar gaye the kya?

Aunty: Nahi, woh kal tum shobha ke yaha gayi thina to raat ko pata nahi unhone kya kiya TV ke remote main ki sara channel idhar udhar ho gaya. 219 lagayi to woh channel thi hi nahi. Fir unhe bhi samajh nahi aa raha tha to sochi ki aaj tum aaogi to channel theek number par karwa lungi.

Bhawna: Achcha to woh uncle ka kaam tha, maine subah use theek kar diya.

Main: Uncle?

Aunty mujhe dekh hassi aur boli: Haan Akash, ye mujhe mummy bulati hai par unko uncle.

Aunty tab Bhawna ki peet sahlati hui pyar se boli: Jabse aayi hai tabse aise hi hai. Mujhe mummy bolti hai aur unhe uncle, shayad mujhse hi zyada pyaar hai. Bilkul soni hai meri bahu.

Bhawna khadi chai nikalti hui muskurane lagi. Main sochne laga ki is bechari buddhi ko kya pata ki iski pyari soni bahu Shobha ke yaha kal kya gul khila rahi thi.

aMain maska lgate hue bola: Haan, didi to hamesha aisi hi thi, bohut pyari hai. Aur meri to sabse zyada favorite yahi hai.

Bhawna mujhe dekh chai ki cup deti hui boli: Lo chai peeyo, zyada over bhi mat karo ab.

Aunty: Theek hai main chalti hun, 5 baj gaye mere siriel ka time ho gaya.

Aunty to aise bhagi jayse unki serial nahi bank se payse chute ja rahe ho. Aunty ke jaati hi Bhawna mere taraf mudi aur bhawro ko uthati hui boli: Meri tang kheechoge tum?

Main chai peeta hua bola: Ab maoka mila to kheech liya. Shararti bhai hun na aapka.

Woh seedhe mere lund ko short par dabochi aur kheechti hui boli: Main kheechungi to shayad ukhad ke hath main aa jayegi, hahaha!

Main: Ahhh! Kheechona, par pyaar se.

Bhawna apna hath chori aur boli: Chalo abhi waha unke sath jakar baithte hai kuch der, aate hi mujhse itna mat chipko, shak na ho jaye unhe.

Main: Are meri acting dekhi nahi kya? Unhe bilkul bhi shak nahi hoga.

Bhawna: Haan, waise achcha sambhale apni acting.

Main: Waise aap bhi kam nahi. Lagta nahi ki aap ye pahli baar kar rahe ho.

Bhawna seedhe mere t-shirt par meri nipple ko nichod cheeti kaatti hui boli: Zyada bole na to abhi unko bolungi ki mere nakli bhai ke nakli baap ki tabiyat kharaab hone ke karan abhi ke abhi use wapas jana padega.

Mujhe dard hua aur main bola: Hai nahi nah!, Sorry… Mazaak tha, aisa kuch kabhi nahi bolunga dubara.

Meri aah thodi zor ki thi aur aunty boli: Are, kya hua?

Bhawna jhat se jawaab di: Kuch nahi, woh Akash ne apne hath main garam chai gira li.

Fir Bhawna mere nipple ko chor mujhe araam di aur fir boli: Chalo ab.

Woh aage aage apni chai peeti hui chali aur main uske peeche peeche. Hum living main pahunche to aunty serial mein chipki hui thi.

Par uncle bole: Aao baitho dono.

Uncle bade 3 seater sofe ke kone main baithe hue the. Main dusre kone mein baith gaya aur Bhawna hum dono ke beech main, ek taraf uncle aur dusri taraf main.

Uncle beech beech main hame dekh rahe the. Mujhe samajh nahi aa raha tha ki ab main kya karu. Ek to Bhawna ne yaha baitha diya, uncle aunty ke sath to usse na baat kar sakta tha na hi uspar hath maar sakta tha.

Bhawna itne kareeb mere baithi thi. Sach kahu to khud pe kaabu kar raha tha, sath hi Bhawna bhi rah rah kar apni tange hilati to uski janghe meri jangho se lag jaati. Kuch hi der mein TV serial mein break aaya.

Toh aunty mud kar Bhawna se poochi: To kya socha beta, kya banaoge?

Main beta sunkar socha shayad mujhse boli ho to main bola: Haan… abhi socha nahi.

Tabhi Bhawna mujhe tokti hui apni hath meri jaangh par rakh boli: Offo, tumse nahi mujhse pooch rahi hai, hahaha!

Fir woh aunty ko boli: Main bahar se tender chicken mangwa hi leti hun, chicken curry aur pulaaw rice bana dungi.

Uncle: Haan, sahi rahega.

Bhawna tab mere taraf dekh meri jangh par dheere se apni hath sahlati hui boli: Haan, waise bhi Akash ko to tangdi pasand hai, hahaha, chicken ki.

Main muskura diya aur samajh gaya ki woh kis tangdi ki baat kar rahi hai.

Aunty: Woh kyu Akash?

Main: Woh… woh bachpan main jab kabhi hum Bhawna didi ke ghar jaate the to hamara jhagda hota tha chicken ke tang ke liye. Usi liye didi aise boli.

Uncle hass pade aur bole: Hahaha! Tab to aaj bhi hoga kyu ki jab bhi chicken banti hai to Bhawna hi khati hai tange.

Main mann mein sochne laga ki bhaad main gaya chicken ki tange. Mujhe to aapki bahu ki tange khani hai aaj.

Aunty: Theek hai ye serial khatm hone ke baad main pyaaz wagayra kaat doongi, tum order kar do.

Uncle: Nahi nahi, order mat karo, main sham ko chalne jane ki soch raha hun to fresh hi khareed launga.

Bhawna tirchi nazar se mujhe dekhi, aur fir uncle ko dekh boli: Haan woh theek rahega.

Aunty: Theek hai to main apke aane tak sare cheez kaat ke rakh doongi.

Main mann main bola ye Buddha apne sath aunty ko bhi le jaaye chalwane to maza aa jaye. Par kaha aunty ke praan to serial pe tiki hui thi. Jaise hi break khatam hui woh wapas chipak gayi TV ke sath.

Tabhi uncle uthe aur bole: Chalo main jake aata hun warna baad main thand bad jayegi.

Bhawna: Haan haan, aap jakar aayiye jaldi.

Uncle apne kamre ko chale gaye. Bhawna ek bar palat kar dekhi aur fir wapas aunty ko dekhi, aunty dusre taraf dekh rahi thi TV ko. Bhawna iska fayda utha kar mere taraf dekh bhawro ko upar uthakar ishara ki.

Aur fir mere jangh par rakhi hath aur thodi upar legayi, seedhe mere lund ko kapde ke upar se pakadli. Main ghabra kar kabhi aunty ko kabhi peeche uncle ke kamre ke taraf dekhne laga. Bhawna to poori khatro ki khiladi thi. Apni saans ke samne mere lund ko kapde ke sath pakad upar neeche sahlane lagi.

Is khatarnaak mahol ne uttejna aisi badaayi ki jhat se mera lund tann gaya aur short ke upar ubhar banali. Bhawna achche se use pakad hilane lagi aur mera tension aur maza dono sath main badne laga.

Woh aunty ko dekh dekh mere lund ko kabhi sahlati aur kabhi uske sar ko nichod kar mujhe dard aur maza sath sath deti jaati. Tabhi uncle khaste hue apne room se aane lage, Bhawna turant apni hath hatali.

Uncle samne akar bole: Main jakar aata hun.

Bhawna uth khadi hui aur kitchen ko jati hui boli: Ek minute, main bag de deti hun.

Main apne short par bane ubhaar ko haato se chupa rakha.

Aunty tab achanak se mud kar mujhse boli: Tum jana chahoge uncle ke sath?

Main kuch bolta isse pahle hi uncle ne kaha: Nahi, abhi to aaya hai, thoda araam karne do aaj. Kal le chalta hun ise bahar. Abhi maze karo araam se.

Maze karo!

Ye kya kaha uncle ne? Kahi unhone kuch dekha to nahi? Hai bhagwaan!

To be continued.

What did you think of this story??

Click the links to read more stories from the category Desi or similar stories about , , ,

Comments

Scroll To Top